Monday, June 16, 2008

immortal words

unke dekhe se jo aa jaatii hai muuh par raunaq
vo samajhte hain ki bimaar kaa haal achchhaa hai

hamko maaluum hai jannat kii haqiiqat lekin
dil ke Khush rakhne ko 'Ghalib' ye Khayaal achchhaa hai

6 comments:

Saim said...

Ek pal main sadiyon ka maza hum se poochiye
Do din ki zindagi ka maza hum se poochiye
bhoole hain rafta rafta unhe muddaton me hum
Qishton mein khudkushee ka maza hum se poochiye

Khamakha said...

@ comfortbly numb- awesome!

nn said...

hmm... so u hv posted this too! Nice lines yaar... kash main bhi itna acha likha pata :)

@blogger - i read all ur posts, but the connection is bad so I can't comment on all

Khamakha said...

@sorabh- janaab yeh Ghalib hai;) its really difficult on my part to understand a lot of his work, but once u manage to, the depth arrests you completely!

on behalf of blogger- its ok as long as u keep viisting;)

Saim said...

yes awesome lines.....

Khamakha said...

@ comfortably numb- is tht by Ghalib too?